New National Anthem
Pak sar zameen umdagi ka nishan
Allah rakhe zinda tera naam
Ooncha ho hamara nakhlistan
Zameen pe jannat ka yeh makaam
Sab sey alah hai Pakistan
Muttahid hain yahan ke awaam
Sitare aur Chand ke parcham talay
Chal rahe hain akhtay eik raah pey
Chale ga yahan Nizam e Islam
Taraki Khushali ka hai pegham
Nahin hai hamain jaan ki parwa
Sab se zaroori hai mulk ki bakah
Pak sar zameen taraki ka jahan
Banain gey isko dunya ki shaan
Mazboot se mazboot tar ho meri jaan
Banain gey isko aman ka pegham