Urdu Language aur Jismani Aib

Re: Urdu Language aur Jismani Aib

is ka mutlub hay urdu english kay muqablay main zyaada faseeh zubaan hay or is main wus’sat hay .her shay k ley alag laf jub k english main wus;sat nahi hai,

urdu main dada abu .. nana abu ..phir agay lakar dada …bhakar dada ..or english waloon ki bus grand father per bus ho jatee hay …

app ki list main Tootla or hakla reh gaya hay