Jee Janab…Since GS is a very sharifana community aur yahan per sub achay bahay hain aur achi families hain toa maine apney Buray threads say tauba kar le hay :no:
abb main sub ko Urdu ke pehli kitaab yani qaida parhaaoun ge. to chalo sub hacya shuru ho jai
Alf = Allah ( the next reply should be some word Bay Bakri)
Sannan
November 5, 2010, 5:19am
3
Re: urdu ke pehli kitaab
waiting for the next lesson
Pay = Pappu
Re: urdu ke pehli kitaab
Smjh nhe ayi mjhe is thread ki
Sannan
November 5, 2010, 5:24am
6
Re: urdu ke pehli kitaab
Alif Bay Pay tarteeb say parho aab mujh say barh kar urdu kissay aa sakti hay
Abhi tuk aap nay parha hay Bay say Bacha aur Pay say Pappu ..
Pappu Bacha
Tay say tittle :jano:
Sannan
November 5, 2010, 5:25am
7
Re: urdu ke pehli kitaab
Fiqray Mein Ista’maal karon Jo Abhi tuk seekha hay
Pappu Bacha Title kay peechay :jano:
Re: urdu ke pehli kitaab
Meri baat ho rhi hai idhar kiya
Sannan
November 5, 2010, 5:30am
10
Re: urdu ke pehli kitaab
Tittle say tou tum door bhaagtay ho
pay say princess pay say pagal
Pagal Princess (ziyada juch raha hay)
tay (this is not tay) aab iss ko kis tarah batoon
Tay Tharki walla
Re: urdu ke pehli kitaab
Tittle say tou tum door bhaagtay ho
pay say princess pay say pagal
Pagal Princess (ziyada juch raha hay)
tay (this is not tay) aab iss ko kis tarah batoon
Tay Tharki walla
Nhe ab woh mere kaabu mein agyi hai
Re: urdu ke pehli kitaab
Na urana yaar bari mushkil se ayi hai hath mere
Re: urdu ke pehli kitaab
yahan pe boht si princesses hain , sannan bhai
Sannan
November 5, 2010, 5:44am
16
Re: urdu ke pehli kitaab
o theek hay yaar daikh laina paroon par say rang nah uttar jay
Sannan
November 5, 2010, 5:46am
17
Re: urdu ke pehli kitaab
cha se charasssss bbbbbbbb…
Re: urdu ke pehli kitaab
sheen se shut up :pcg:
yahan charassss pina mana ha