Mushtaq Ahmed Yusufi in Zia Muhaudiidn’s voice Just 4 u:hehe:
Aik buniyadi fraq zaroor zehan main rakhna chahiy ky Europeion furniture bythny ky liy hota hy or ham koi aisi cheez per nahi baithty ji sper lait na sakin misal main dari,. qaleen jazim , chandni, charpai kochay yar or pehloy dildar ko pysh kiya ja sakta hy.
han albata aik cheez aisi thi jisy hukmranon ka Takht kaha jata tha magar jab osi per unhin latka ker, phir lita ker nehla diya jata tu Takhta kehlata tha:rotfl: