urdu adab ka a'la namoona

Re: urdu adab ka a'la namoona

At least they tried!

Re: urdu adab ka a'la namoona

yeh aslee hay ya naqlee ??

Re: urdu adab ka a'la namoona

ye asli hay, jummay ki namaz kay bad masjid kay bahar kuch log distribute kar rhay thay : ) maqsad mazak urana nahi, appreciate karna hay, thats why i blurred out their phone numbers...

magar appreciation kay sath hee bohot mazedaar aur natural si urdu likhi hay... thats what i wanted to share

Re: urdu adab ka a'la namoona

^ to us banday ko jo baant raha tha usee waqt sahee ker kay wapus pakra daina tha tha

nikee ka kaam tha

Re: urdu adab ka a’la namoona

shapaishal offering free hai ..:hehe:

esi batain moqay par zehan main nahi aateen