tu phir sab doosto ko aik bar phir mera ![]()
well tu janab jaldi jaldi yaha par app bataie kay app ka sab say pahle bar dil kese ko dekh kar kab dharka tha . . . . . .
i had done my matric from habib public school of karachi . . . . so waha aik miss thi . . . . wah kia miss the woh . . . i mean wow . . . omg . . . cant belive my self tht i was so stupid at the age of teenager . . . . hai tu hum bata rahay tha appni aik miss ke kahani appni zabani . . . tu janab yah us waqat ke baat hai jab hum chaddi mai school jaya kartay tha . . . . humhari aik computer subject ke miss thi naam tha un ka miss ghazala . . . bus jab woh class mai enter hoti thi tu meray dono hath achanak khud ma khud uthh jaya kartay tha or hawa mai jeesay kuch ajeeb sa ho jata tha aik halke halke thandak dil ko choo jati thi or jab woh appnay lambay lambay baal ko jhatak kar mari taraf smile kar kay dekhti thi tu dil karta tha kay bus waqat rok jaie or mai un ke smile ko dekhta rahoo . . . . . or phir aik song khud he dil mai aajata tha jo dil he dil mai mai ganay lagtay tha * chand mera dil , Chandani ho tum , Chand say hai dor , chandani kahaaa * bus yo he din goozar rahay tha un ke zalfo ko ghaani chahooo mai , kay aik din miss nay mujh say pooch he leyah kay tum mujh ko ankhay phar phar kay kia dekhtay ho
so bus mai kuch bolay bagar masoom muskurahat say un ko dekh kar chup ho geyah or phir achanak aik zor dar thapar SLAP maray soft soft say cheekz par paraa or manay tuba kar le kay rohail mari jaan agar zindage mai kuch bana hai kuch kar kay dekhana hai tu LArKI say dor rahna . . . . . . . . . .
so guzz itnay saalo ko bad app andaza howa kay yaar rohail tumnay boohat bari galte ke kay sooch leyah kay larkiyo say dor raho kyun kay bhalaa phool appni khoosbo say dor rah sakta hai , sooraj appni rooshani say dor ho saka . . . nahi nah tu MR rohail tum kesay dor chalay gaie ( tu bus achanak aik song yaad aageyah mujh ko * * * abb tu adat c hai mujh ko asay jeenay mai * * * ![]()
kia karo asa he ho mai ![]()