Re: – Unwaan aap dijiyay …
Pakistan nay aap ko salam bhaija hay, and Pakistan nay poocha hay kay wo kab tak aap ki rah takta rahay ? ![]()
hehe, ji kabhi kabhi bass, saal main aik aadh dafa… lekin I am not professional, bass aisay hi jo ji main aaya likh dia… lekin aap logon ki mohabbat hay jo parh laitay hain ![]()
ps: kasi hain ?
than you sir ![]()
hmm… acha title hay… lekin kafi lamba nai ?
how about **Bhatakti Manzilain **?