Unseen Clip of Fight between PTI's murad Saeed and Arsalan Iftikhar

Re: Unseen Clip of Fight between PTI’s murad Saeed and Arsalan Iftikhar

Han G.. baat PTI ki hai to aik waqai peshe khimat hia…

PTI ka aik leader name shayad…Fayaz ul Hasan Chohan nay aik live show main ANP-W ki head… Begum Naseem Wali Khan par ikhlaq say gira howa aik ilzam lagaya.. kay unhon nay underwear chori kia tha…

G han… yeh hai PTI ki haqeeqat.. ajj hamain bohat afssoos hai kay Murad ki behnon par ganday ilzam lagaye ja rahay hian..aur hamain pata un ilzamon main koi haqeeat nahihai.. hamny sab say pehly iss cheez qable mazamt kaha…

main ajj yeh sawal pochna chahta hon kay .. PTI kay Fayaz ul Hasan chohan par kia action liyga giya…

mujhy ajj bhi yaad hai kay kitna gindi zaban use ki thi kay beti bhag gaye… jo baat ghalta hia woh galaht hia…

Jamat Islami, ya PTI ki worker ki tarah ghalat baat par ara nahi rahonga… balkay usko condemn bhi karonga…