Unregistered games

Salam sab bahion ko

bahio main nay net say kuch games download ki theen woh unregisterd thein, aik ghenta chalnay kay baad woh khatum ho gain, main nay dosri sites say bhi wohi game down load ki aur instal ki laikin nahin chalee, kya koi aisa hal ho sakta hay kay main woh game windows install kye baghair dobara kahil sakon aur mujhay khariednee bhi na paray

please

game ka naam hay MCF HUNTSVILLE
jo kay yahoo pay bhi availabe hay aur is kay alawa aur bhi kaee games ki sites pay hay kya woh cracked mill sakti hay

Re: Unregistered games

rana, haan hay ek tareeqa, aakhain band kar kay game khelo.

Re: Unregistered games

^
:omg:

Re: Unregistered games

salam, brother my dear, discussion froum ka to maqsad he yeh hota hay, kah aap apnay problem discuss karo, dosron kay problem ka agar ho sakay to hal karo, na kay tumhari tarha mazaq urrao, tum jaisay log forum pay apnay din aur raat sarf kartay hain laikin na to koi kam ki baat kartay hain aur na he kisi kam ki baat say faida uthatay hain, balkah youn he ongi bongi maar kar chalay jatay hain,
:balley: :balley: :balley: :balley: :balley: :balley: :balley: :balley:
any way allah aap ko haidait day

aa meen

wsalam

Re: Unregistered games

rana_tipu

Allah aap ko hidayat day keh aap paisay day ker game kay rights khareedain aur ussay legal tareeqay say use karain.

If u would be rational enough you would know the registration policy you agreed with before u clicked "Submit".