unplugged

k all views main ik bhi female mod nahi naraz

tabhee main kahoon yahan koi khoobsoortee kion nahi hay k

wajood-e-zan say hay kaainat main rang

saray khofnaak uncles ko paker ker mod bana diya chai

Beauty lies in eyes of beholder ..

La belleza reside en los ojos del que la contempla. :barbie:

PG Tere ankh nahi daik’an wali :snooty:

And thesedays .. wajood-e-Zaan se hai Tasveer-e-kainaat k Rang mein BhaaNG :cb:

Re: unplugged

^ app nahi bolaain gay to or kon bolaay ga ..apnee kursee khatray main dekh ker kaisee fiker per gayee : P

Re: unplugged

Kursee :aq:

Pakistani parliament samjee hovi hai kia :smack:

Hum loGh yahaN Taakht pay hotay jis ka Takhta hotay bi dair nahii lagtee :chai:

Re: unplugged

Isse lee-a women ko mod nahi banaya , her waqt whining , her cheez per whining,
woman mod kion nahi hay,
background pink kion nahi hay,
chai banay ka intezam kion nahi hay,
dressing table kion nahi hay,
kapary color co ordinated kion nahi pahnay,
fruniture poorana ho ga-ya change karain,
shave kion nahi banaya,
It is a long list you know.
We are so comforable and so better off.

Sir per hath rakh kar bhaging

Re: unplugged

han women na hotin to mard bhi na hote..
he allah women kyon hain

Han duniya mein nahi Hotay :)

JaaNat mein aish kar'rahay hoTay :D

Akailay? :aq:

Re: unplugged

^^:mocking:

Re: unplugged

Main to penguin hoon magar sajal muniya aur mkd kya hai:vivo:

:mad: mkd ka muje pehlay din say shak tha keh wo larka hai.

Re: unplugged

baba adam alyhi salam nay jannat main honay ki bawjood bibi hawa ki khwahish ka izhar kia tha .. chai

app ka reply to aisa jaisay app nay MIRCHaain chaba ker kia hay

hum female MOd ki baat ker rahay hain or app apnee wife kay makaalmay sunaaye ja rahay hain smack

yaar i talking about unplugged yeh dosray forums ki mods hain smilestar

Re: unplugged

Problem girl unplugged main bohot si female mods hain :smilestar: Main hoon, k337 hai, sajal, Married NY aur bhi hongi :blush:

Re: unplugged

edit

ooooooooooooooooooopssss

mainay ab dekha zara ghor say

lakin

larayee to koi na koi daalnee hay na

is ley ab jhagra yeh hay k

All views main koi female mod kion nahi hay : P

:@: alviews main:hmmm:

haan kyun nahi hai:emmy:

Re: unplugged

ajj dharna day do yahan : P

Aab aap apne aap ko bacha raheen hain :stuck_out_tongue:

Koi baat nahin jo insan select kerte hain un ko jawab dena paray ga :cb:

Re: unplugged

[QUOTE]

Aab aap apne aap ko** bacha** raheen hain

[/QUOTE]

MKD > ajj bachaaye kal kaam ayee ga : )

Mirchi uncle aap khud to har waqt sawal poch rahe hotay hain :barbie:

:cb:

Sowiee mujhe aapki baat ki samjh nahin ayi

Re: unplugged

^ koi baat nahi ... is terah to hota hay is terah kay kaamon main