Re: Unplugged With Admins: ehsan bhai
Mujh ko maloom hay her baat tumhay kiya maloom
Raaz hay kay maloom ho kiss baat ka mujhay ilm nahi
Phir khamosh rahayen us baat per jahan ilm na ho
Ho Maloom jo yea baat tou chupa koyie ilm nahi
[Jahalat yea nahi kay insaan samjhay kay ussay sab maloom hay … balkay … jahalat yea hay kay insaan na janay kay ussay kiya maloom nahi.
Iss liyea kay her insaan janta hay kay ussay sab maloom nahi .. magar … kayee insaan yea nahi jantay kay unhay kiya maloom nahi]