Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga..

Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga..
Khudko Ruswayi Se Phir Kaise Bachaya Hoga..

Sounke Fasana Auro Se Merii Barbadi Ka..
Kya Unko Apna Sitam Na Yaad Aya Hoga?

Re: Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga..

aise sitam karne wale boht dheet chmRi ke bane hote hain... koi faraq nahin pada hoga.

Re: Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga..

Ok :salute:

Re: Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga..

:teary2:
agree with muqawee

Re: Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga..

Tu Ronnay ki kaun se baat hai?

Re: Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga..

Bus hamara mood ho raha hai :crying: aap ki dukhi shayari padh kar.