unhon ne

Hamarey aitbar ki hadh pochte ho, lo suno,
Unhon ne din ko raat kaha hum so gaye

Re: unhon ne

:hehe:

Re: unhon ne

waisay hee neend ayee howee ho gee.

Re: unhon ne

timing kharab kar li, ab raat ko nend nahi aye ge

Re: unhon ne

itna andha aitmaad :hayaa:

Re: unhon ne

Aitmaad nhi…Kaam chori…
Koi pochay ga to Topi pehna dyn gay Din ko Raat kehnay walay per…

Re: unhon ne

sust log.. khirki khol ke hi dekh leti