kiya aap ka avatar aap ki jawaani ki pic hai ? ![]()
Re: Uncle Stalker..
nahi
next question ![]()
Re: Uncle Stalker..
tumhain baloon wala jawan chahiyaay ya Andaa type head wala ![]()
Main waisa hi karwa lon ga
Re: Uncle Stalker..
pasand tou donoun kisum kay aye thaay ..pick karna mushkil ho gaya at the end ![]()
Re: Uncle Stalker..
that just INVITING urdu misaal ki tarah "aa bayl, mujhay maar"
Re: Uncle Stalker..
main ganjaa ho jata hon
agar pasand nahi aya tu wiggy lagwa loon ga ![]()
Re: Uncle Stalker..
bayl kis ko kaha ![]()
US: baalkhainchnay ka mazah nahee aye ga phir ![]()
Re: Uncle Stalker..
achha main doo sarr lagwa loon ga ![]()
Walmart say - Spring sale :halo:
Re: Uncle Stalker..
jinn lagou gay phir ![]()
mai choorail nahee houn ![]()
Re: Uncle Stalker..
tum churail nahi ho ? ![]()
Sorry wrong number ![]()
P.S.
Yeh cafe walay, JLo, Faizy, Shikra waghaira kitna misguide kartay hain ![]()
Re: Uncle Stalker..
SSSSSSSSHHHH! is main kuch pardanasheenon ke bhee naam aatay hain ;-)
Re: Uncle Stalker..
faizy marou gay abb ![]()
US: tell me about it ![]()