Re: uncle ghalib
Jee sirf app ka nahi chachuuu sub larkiyoo ka khayaal kertay haiN phir chahay larkiyaa unhay uncle hi kiyoo na kahay :D
haww haai... main samjhaa tha koi aqal ki ratti hai dimaagh main... par lagtaa hai bilkul khaali hai
main apna nick hi kyon unkal rakhtaa agar larkyon say kuch aur kehlwana hota
ps. bandaam karnay ki koshish naan karo... abhi kuch din to bharm qaaim rehnay do shhhh