uncle ghalib

Re: uncle ghalib

btw ye DMD kehan hai aaj kal.he lives in our area as well.kia janay aap ki baghal main he rehta ho.u never know

Re: uncle ghalib

haan ji aap ko to pata ho ga… aap ki dukaan say khareedi thin.. parchoon farosh :stuck_out_tongue:

:hehe:

Re: uncle ghalib

does he live in our area?
i thought he was visiting? where does he live?

Re: uncle ghalib

Lagta haiN abb mirchi lagi :hehe:

Re: uncle ghalib

koi baat nahi

Re: uncle ghalib

naan bhai.. hum shakkar ka martbaan saath lai kar baithaty hain… mirchi nahin lagti :slight_smile:

Re: uncle ghalib

ziada detail tu pochee nahee.naam pocha tha wo bhi nakli bata dia :hoonh:

Re: uncle ghalib

mujh sai puchoo maiN asli wala betaoo ga :blush:

Re: uncle ghalib

jee kia naam hai aap ka dukhi bhai sahab

Re: uncle ghalib

Loo Satya naas, agar iss terha puchoo gi to sub tumhay nikli naam hi betaye gay :hoonh:

Re: uncle ghalib

^ acha ye baat hai…

kaya naam hai tumhara dukhi :smilestar:
seedhi baat karo nahin to :mad:

baat ko ghumaa phiraa kay kiya to buraa haal kar doon ga :bailan:

hope u like this style :stuck_out_tongue:

Re: uncle ghalib

Uncle ghalib paroosi hain meray.mera bara khiyaal rekhtay hain:cb:

Re: uncle ghalib

sorry chachuuuuuuuu ye offer chachaoooooooo k liye nahi thi :snooty:

Re: uncle ghalib

Jee sirf app ka nahi chachuuu sub larkiyoo ka khayaal kertay haiN phir chahay larkiyaa unhay uncle hi kiyoo na kahay :smiley:

Re: uncle ghalib

haww haai... main samjhaa tha koi aqal ki ratti hai dimaagh main... par lagtaa hai bilkul khaali hai

main apna nick hi kyon unkal rakhtaa agar larkyon say kuch aur kehlwana hota

ps. bandaam karnay ki koshish naan karo... abhi kuch din to bharm qaaim rehnay do shhhh

Re: uncle ghalib

:D, yaar bhai sirf mazaak ker raha hoo OK

Re: uncle ghalib

^ro tu wo bhi nahi rehay

Re: uncle ghalib

i know jigar... fikar nahin karo...
main bhi mazaak kay hi mood main hoon balkay hamaishaa hota hoon

PS. all you bachaa party... i just posted ma latest ghazal in ma journal. Check it out

Re: uncle ghalib

yayyyy :yahoo: :chupki:

Cheers TO CG…:smiley:

Re: uncle ghalib

thankoo thankoo :Salute: