ehsan
1
**unchay unchay namon ki takhtian jala dena
Zulm karne walon ki wardian jala dena
Dar badar kia bhatakna daftaron kay jungle mein
Bailchay utha lena Degrian jala dena
Maut se jo dar jao to Zindgi nahi milti
Jung jeetna Chaho kashtian jala dena
**Phir baho jalane ka haq puhanchta hay tumhen
Pehle apne aangan main betian jala dena
Re: unchay unchay namon ki takhtian jala dena
[QUOTE]
**Dar badar kia bhatakna daftaron kay jungle mein
Bailchay utha lena Degrian jala dena
**
[/QUOTE]
Khada hoon aaj bhi Roti ke chaar harf liye
Sawal yeh hai kitabon ne kia dia mujhko.
Diva
3
Re: unchay unchay namon ki takhtian jala dena
So touchy !
Re: unchay unchay namon ki takhtian jala dena
sab kuch jal gea hai 
LP
5
Re: unchay unchay namon ki takhtian jala dena
Nice :k:
Re: unchay unchay namon ki takhtian jala dena
:k:
Ab to waisay bhe rakh he bachi hai