manjan kaun say unani saienssDaan nay eejad kiya thaa
uss ka email address chahiyaay mujhay
![]()
manjan kaun say unani saienssDaan nay eejad kiya thaa
uss ka email address chahiyaay mujhay
![]()
Re: Unani…
sue kerna hai kiya ![]()
Re: Unani…
nahi
besan kay laddoo khilaaoN gaa sussray koo ![]()
Re: Unani...
chalein laddoo to aap mujhay bhijwaa dein moti choor ke mein aap ka case laroon gi kis ne aap kaa dannt tora
Re: Unani…
mairaa daanT nahi thaa
bateesi ka thaaa ![]()
Re: Unani…
abay yeh tu paRoos kay mohallay kay thanedar ka emale address hay ![]()
tumharay haath kahan say lag gaya ![]()
Re: Unani…
Parthenon :halo:
Re: Unani…
aur yeh qasaii aur punjabi hai kaya kisi punjabi ne ijaad kiya ho gaa toothpaste ![]()
jeet gaya english haar gaii mehgaii
english toothpaste 12 rupay mein aaiii
isi liye bana thhaa
Re: Unani…
mujhay pata hay parthenon saienssDaan nahi thaa
Halwai thaa - Athens kay bazaar main jalebi ki dukan lagataa thaa ![]()
PG : main tumhari bhenss wapis kar dooN ga
mairee WaaT mat lagao bharay bazaar main ![]()
Re: Unani…
umee > yeh qasaain angraiz tha or usa say gaaain bhaains bakaray import export kerta tha : P
bhenss nahi pooora baara wapus kerain khoon buisness kia app nay mere GAWAchee Gaaan say smilestar
Re: Unani…
mairi barRi pohanch hai ![]()
note du aur info lo ![]()
Re: Unani...
^ kahan pohnche hoyee ho lala moosa?
[EMAIL="[email protected]"]
[/quote]
app ka nam hakeem luqman kub say ho gaya : P
Re: Unani…
samjheeN? luqmaani manjan naheeN use kiya kabhi?
Re: Unani…
araaay kahan. raastay mein khota garRi ka tire puncture ho gaya tha ![]()