**Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
Woh rishta nigaah bhi kab darmeyaan Raha…![]()
**

Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
Niceone
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
:k:

Nice 1
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
mujy samaj nahi aa saka ![]()
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
use ur brain ![]()
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
yeh baat to kabhii nahiiN sunii k nazar palaT ke nahiiN aayii...kia yeh koii kamaan se niklaa huaa teer hai yaa zabaan se nikli hui baat? maiN ne to sunaa thaa k:
**
un se mili nazar to mire hosh uR gaye
aisaa huaa asar k mire hosh uR gaye! **:)
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
*un se mili nazar to mire hosh uR gaye aisaa huaa asar k mire hosh uR gaye! *:)
doosray missray main bhi hosh hi urranay thay to aik hi missra kafi tha :p
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
janaab ek hosh nazar ne uRaayaa aur duusraa hosh uske asar ne…ab Hisaab to sab kaa rakhnaa paRtaa hai na? Balance saHeeH na huaa to nazar kaa asar jaataa rahegaa!
![]()
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
muray huway ko kaisay marain gy:confused:
jb pehlay hi hosh urr gaye phir dobaray kaisay urren gay
ya
doosra missray dobara hosh aanay ka intezaar karta hai?
![]()
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
hey e nae zalim kha gaya saraa:bummer:
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
kia kabhii sunaa nahiiN k…hosh ke ba’d josh aur phir uske ba’d be_hosh…yeh silsilavaar kaRii hai…self generating condition! ![]()
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
aisay reply se Allah bachaye ![]()
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
aisay reply se Allah bachaye :p
maiN ne to sunaa thaa ek gaane meN k:
Allah bachaaye nau-jawaanoN se!!! :D
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
maiN ne to sunaa thaa ek gaane meN k:
Allah bachaaye nau-jawaanoN se!!! :D
aap ko nau-jawanoon se dar lagta hai ? :p
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
:k:
PK ye ladki kuch ziada slim nahin?
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
maiN ne to sunaa thaa ek gaane meN k:
Allah bachaaye nau-jawaanoN se!!! :D
ALLAH bachae en teen balaon se
haseeno se hakemo se .................agey mujy nahi aata
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
ALLAH bachae en teen balaon se haseeno se hakemo se .................agey mujy nahi aata
aap pura likh len.. main bad main edit kar loonga
Re: Un se mili nazar to palat kar na Aasaki
me nahi likhti:cb:
mujy to yad hi nahi ![]()

Nice :k: