Koyal
March 20, 2004, 7:34pm
1
*
bigra mera naseeb to sub kuch sanwar gaya
kantooN pe meiN gira aur zamana guzar gaya
toofaN se thaak k meiN nay patwar choor di
jub doob meiN chuka to samandar thahar gaya
tukray teray wajood k phay’lay they meray paas
un ko samaiy’tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
manzil ko dhoondta tha musafir ye kia howa
aik rahguzar pe us ka safar bhi bhichar gaya
dhalnay lagi hai raat chalay jaa’oo doosto
mujh ko be dhoondna hai mera ghar kidhar gaya*
Re: un ko samaiy’tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
Fikar naheen karo, mein hoon na…aapko ghar tak chor ke aaoonga
PS:- Its a very sad ghazal

*Originally posted by Koyal: *

wowoow two thumbzzzz up:flower1:
insan
March 21, 2004, 2:42am
5
Re: un ko samaiy'tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
[QUOTE]
Originally posted by Koyal: *
bigra mera naseeb to sub kuch sanwar gaya
kantooN pe meiN gira aur zamana guzar gaya
toofaN se thaak k meiN nay patwar choor di
jub doob meiN chuka to samandar thahar gaya
tukray teray wajood k phay'lay they meray paas
un ko samaiy'tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
manzil ko dhoondta tha musafir ye kia howa
aik rahguzar pe us ka safar bhi bhichar gaya
dhalnay lagi hai raat chalay jaa'oo doosto
mujh ko be dhoondna hai mera ghar kidhar gaya*
[/QUOTE]
maza agya very nice written keep writing koyal baji
Re: un ko samaiy’tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
Nice 1 :k:
Re: un ko samaiy’tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
*Originally posted by Koyal: *
*
bigra mera naseeb to sub kuch sanwar gaya
kantooN pe meiN gira aur zamana guzar gaya
toofaN se thaak k meiN nay patwar choor di
jub doob meiN chuka to samandar thahar gaya
tukray teray wajood k phay’lay they meray paas
un ko samaiy’tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
manzil ko dhoondta tha musafir ye kia howa
aik rahguzar pe us ka safar bhi bhichar gaya
dhalnay lagi hai raat chalay jaa’oo doosto
mujh ko be dhoondna hai mera ghar kidhar gaya*
Very Nice! :k:
Koyal
March 27, 2004, 12:57am
10
Re: Re: un ko samaiy’tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
*Originally posted by Capricorn: *
Fikar naheen karo, mein hoon na…aapko ghar tak chor ke aaoonga
PS:- Its a very sad ghazal
ap ko dosroon ko lift dainay se fursat milay tu ap kisi aur ko be ghar taak choro na…it’s not that sad capri wesay he kahiey ap ka ronay ka mun ho raha..
Koyal
March 27, 2004, 1:15am
11
thanksss ..hmmm..cute..manan...insan and gazal..:)
Koyal
March 27, 2004, 1:15am
12
Re: Re: un ko samaiy’tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
V thanks..
Koyal
March 27, 2004, 1:18am
13
Re: Re: un ko samaiy’tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
thanks..
Daagh
March 27, 2004, 2:01am
14
Re: un ko samaiy’tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
*Originally posted by Koyal: *
*
bigra mera naseeb to sub kuch sanwar gaya
kantooN pe meiN gira aur zamana guzar gaya
manzil ko dhoondta tha musafir ye kia howa
aik rahguzar pe us ka safar bhi bhichar gaya
bahot khoob Koyal jee
Koyal
March 31, 2004, 3:00am
15
Re: Re: un ko samaiy’tnay meiN maiN khud he bikhar gaya
thanks sallu g..