*UN* Ki Shaan Main *grin*

Men Aisa Bichhoo hai, jis ka shikaar na jeeta hai aur na hi marta hai

Men Aisa zung hai jo ek baar women ki zindagi par lag jai tou kisi surat nahi utarta

Men Aisa Khilari hai jo baik waqt Mother, sister, wife aur daughter kay jazbaat sey khailta hai

Men Aisa zulm hai jo Women par band baajoN kay saath dhaya jata hai

:rotfl: :hehe::rotfl:

Re: UN Ki Shaan Main grin

Baychaari women :teary3:

Re: UN Ki Shaan Main grin

Women aisa kanta hai jiss ko choonay ka dil karta hai, aur dard bhi dayta hai..

Women aisa bhoot hai jiss ko maut ka farishta dekh kar dar jata hai..

:stuck_out_tongue: :rotfl: :smiley:

Re: UN Ki Shaan Main grin

Janu :mad: aakhiri wala aisa kyun?

pahlay wala theek hai..shukar hai aap meray saath hain :blush:

Re: UN Ki Shaan Main grin

tum samjhe nahee ho.. makeup :wink:

Re: UN Ki Shaan Main grin

CG make-up na karain tou aap larkay log make-up kay bagair ghaans hi nahi daaltay :hoonh:

Re: UN Ki Shaan Main grin

main nay dee hai naa :wink:

Re: UN Ki Shaan Main grin

^
aap nay hi dee hai..bara ahsaan kia :hoonh:

Re: UN Ki Shaan Main grin

oho nakhray to dekho.. ehhehe

Re: UN Ki Shaan Main grin

^
nakhray na karoon tou …aap jaldi bore hojain gay mujh sey :rolleyes:

Re: UN Ki Shaan Main grin

acha.. woh to kab ka ho gaya tha.. :yawn:

Re: UN Ki Shaan Main grin

hhhhhhhhhhhhahahaha
yee baat na karooooo
if u dont get make up tum loogon ko dhak kay churilen dhag jateen han
hhhhhhhhhhahaah
:hehe:

Re: UN Ki Shaan Main grin

Inspite of all the Male shortcomings, I still feel you have mis spelled Bewakoof!!!:stuck_out_tongue:

Re: UN Ki Shaan Main grin

thts my point number 2 :smiley: :wink:

Re: UN Ki Shaan Main grin

CG acha tou kab kay bore hogaye thay..soch lain..jo bol rahay hain phir baad main roiyah ga mat :hehe:

Hammad tum tou rahnay hi do..Churailain jealous ho kar bhaagtee hain…darr kar nahi bhaagteen :slight_smile:

Re: UN Ki Shaan Main grin

this is circuler amendment of ur piont no. @sec 3 law of makuup that make u from bhootni to khoobsortni ::::::::d:D:D:D:D:

Re: UN Ki Shaan Main grin

^^
yheee toooooo :p**

Re: UN Ki Shaan Main grin

[quote=“Dania_2000”]
CG acha tou kab kay bore hogaye thay..soch lain..jo bol rahay hain phir baad main roiyah ga mat :hehe:
\QUOTE]

tum soch lo.. duniya main bohot hain abhi.. ghans dalnay ko.. :d:D:D

Re: UN Ki Shaan Main grin

bhaag k aap jaysay bhutoon k pechay lag jate hain :stuck_out_tongue:

Re: UN Ki Shaan Main grin

aap bakre hain :confused: