~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

ab nigahon main na khuwahish hai na hasrat na malal
ab yahan lab pe kahan harf-e-sawal aata hai
hum ne apne ko buhat dair sambhala laikin
dil hai, pathar to nahin is main to baal aata hai
ab hamain kis ki muhabbat ka yaqeen aaye ga
un ki bezar nigahon ka khayal aata hai

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

:k:
dil hi to hai, na sang-o-khasht, dard se bhar na aaey kyon
roein gay hum hazaar baar, koi hamein sataaey kyon

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

good.....
kis qadar dukh hy zindagaani men...
jesy ghul jaay zeher paani men....,
kitni sadyon ka dard shaamil hy...
aek insaan ki kahani men.....!

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

all 3-:biggthumb

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

nice withought reading he keh rehe:ASA:

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

aslam o alaikum,
bahot khoobsorat hai ye ,
well, kia ye ap ki apni poetry hai yaaaaaaaaaaaaaaaa,chorri ki

just kidding plz dont mind,
bahot achi hai,
or haan agar poet ka pata ho to plzz bata dein

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

ab nigahon main na khuwahish hai na hasrat na malal
ab yahan lab pe kahan harf-e-sawal aata hai
hum ne apne ko buhat dair sambhala laikin
dil hai, pathar to nahin is main to baal aata hai
ab hamain kis ki muhabbat ka yaqeen aaye ga
un ki bezar nigahon ka khayal aata hai

bohat khoob.

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

very nice :k:…!!!

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

un ki bezar nigahon ka khayal aata hai
:(
very nice sharing

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

:k:

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

bohat khoob :)

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

V nice sharing Ali :)

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

Chorri Ki hai :D

Thanks all :)

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

ye tu bluw aankh hai Ali..bezaar tu kahiN se nahi lag rehi :slight_smile:

Re: ~ : Un ki bezaar nigahon . . . : ~

nice