Un ka Andaz-e-karam, Os pe wo ana Dil ka

**Un ka Andaz-e-karam, Os pe wo ana Dil ka
Haaye…Wo waqt, wo Bate’n, wo zamana Dil ka

Na suna Os ne Tawajo se Fasana Dil ka
Omer guzri per Dard na Jana Dil ka

Dil-Lagi, Dil ki Lagi ban ke mita deti hai
Rog Dushman ko be Ya-Rab na Lagana Dil ka

Wo bhe apne na hoye, Dil bhe gia Haatho’n sey
Aisey Aaney se to behter hai na ana un ka

Un ki mehfil mein “Mahek” Un ke Tabasum ki Qasm
Ham Dekhtey reh gaye Haath sey Jana Dil ka…!!!**

Re: Un ka Andaz-e-karam, Os pe wo ana Dil ka

**Wo bhe apne na hoye, Dil bhe gia Haatho’n sey
Aisey Aaney se to behter hai na ana un ka

**:k:

Re: Un ka Andaz-e-karam, Os pe wo ana Dil ka

**
Wo bhe apne na hoye, Dil bhe gia Haatho’n sey
Aisey Aaney se to behter hai na ana un ka

:k:

Le chala jaan meri rooth ke jana tera
aise aane to behter tha na aana tera
**