Un Ankho n ka

Un palko n ka pase manzer sunatay hain
Chalo ik naya sager banatay hain
tasawer ki gehrayu n main doob ker
Aaj yeh parda bhi uthatay hain
ik bar aaya tha gosha ay dill main

**haal ab dill ki tanhaee ka sunatay hain
Mohabbat tow muqader main nahi apnay
Uski dil lagi say dill behlatay hain
un nigaho n nay mujay qatal sare aam kiya
daikhiyay log kub lash meri uthatay hain
hum intzar main rehtay hain unki aur woh
her baar naya bahana banatay hain
baat yehi per khatam ho ja aiy tow achha hai Sajid
dil walay kub apnay dill ka haal sunatay hain

**

Re: Un Ankho n ka

Not bad! Not bad...

Re: Un Ankho n ka

Thanks Thanks for appriciate Fara jee

Re: Un Ankho n ka

mian ji kuch achay shair likhy hain :k:

Re: Un Ankho n ka

Shukriya Cha cha jeee