( UMR E DRAZ MAANG KAY LAEY THEY CHAR DIN )
BIJLI KAY INTIZAAR MAIN CHAROON GUZAR GAEY
Re: Umr-e-daraaz maang kay laye thay chaar din (Aaj kal k hisaab say)
![]()
waisay bara muhazib tanz kia bijli par warnah to aisay aisay sms hain kah ![]()
Re: Umr-e-daraaz maang kay laye thay chaar din (Aaj kal k hisaab say)
haina, mujhay na yey shair facebook say mila :)
Re: Umr-e-daraaz maang kay laye thay chaar din (Aaj kal k hisaab say)
Ur mistake Zardari sahib se pooch kar din mangne thay
Is ki bajaye sadarat hi mang li hoti
kam az kam yeh likhne k liye bijli to hoti:smokin:
Re: Umr-e-daraaz maang kay laye thay chaar din (Aaj kal k hisaab say)
:k: Bikjli :hinna: