Woh geet jo tum ne suna nahin, meri umar bhar ka reyaaz tha,
Mere dard ki thi woh dastaan, jisey tum hanssi mein urra gaye..
Re: Umar
Aye haye aisa gaya tha ![]()
Panch rupy dey ker chup kerwa dety ![]()
Re: Umar
jab chirya merti hein
gamwar hansty hein
jab tak khod per na guzry koe kisi ki taklif nhai samjh sakta :(
Re: Umar
Is shair ma gana ga ker marny ka zikr hai Arz hay ![]()
mae ney aisa gaya
akhir kaar maar Dala
Allah maar dala Allah ![]()
Re: Umar
meri awaz b esi hi hy k lata b mer jai sun k
koe dhundo dhushman kisi ko marna hy to
Re: Umar
Mere pass hain bohut sarey ![]()
Re: Umar
calender ki date per un k naam likho
orr mujy date bata do kisko kab marna hy
Re: Umar
calender ki date per un k naam likho orr mujy date bata do kisko kab marna hy
kahan kaatilon main aa gaya main.