my 1st and only fav nazam
mujh ko shikwa hay meray bhai kay tum ja tay huay
lay gay sath meri umar-a-guzishta ki kitab
us main to meri sub qemati taswerain thee
us main bachpan tha mera aur mera ehd-a-shabab
us kay badlay mujhay tum day gay jatay jatay
apnay gham ka aik dhamakhta hua khoon rang gulab
aa kay lay jao tum apna yeh dhamakhta hua phool
mujh ko lota do meri umar-a-guzishta ki katab