um

Ramadan anay wala hai
Ramadan main hum flooding nahi karein ge.matlab karien ge par thori
hum ALlah miyan say toubah karein ge.Quran parhein ge.Namazein aur nawafil parhein ge.Raat ko jaag kar flooding ke bajaye ibadadt karein ge

inshallah:@:

thread kholnay ka mood tha mera:phati:

Re: um

inshallah :blush:

Re: um

InShallah :@:

Re: um

Laikin iss say tau ramzan main Flooding ki kami ki wajah say aap ki jaan bhi jaa sakti hay :@:

Re: um

:@: koi baat nahi agar jaan chale gae to cafe main muje tamgha-e-jurrat dena

:phati:

Re: um

Jura’at :aq: woh kis khushi main . . .:stuck_out_tongue:

Re: um

shabe e barat hai ajj
iss ki kiya fazzeelat hai
koi batao

i got all mixed up

:emmy: flooding ke khushi main:crying:itni flooding kartih oon phir bhi ek medal nai mile ga to kya faida:(

:vivo: muje khud nai pata

Re: um

Thumare sivaa kuch na chahat karenge:nuch:

Woh Tamgha-e-Jura’at nahin hoga woh hoga Tamgha-e-Flooding :@:

:@: pagli is thread main gana nai gaoo.yeh ramdan thread haina:LB:

:crying: han jo bh hai

muje wo chahaiye:crying:

Re: um

haaan:LB:

Shikki ka Avator Chura lo :phati:

Re: um

:@: :jhanda:

os pe to pehlay hi nazar the:emmy:

:vivo: aap help karo churanay main.Ramadan say pehlay churana takeh ramadan main toubah kar lein ke phir ainda chori nahi kareinge:phati:

Woh police wala hay . . .:@:

Re: um

:@: hamaray pas pagli aur billi hai.Wo military chiefs hain

per mian tau aik normal banda hoon na :@:

Re: um

:smokin2: yeh hi to hamra plan hai
:@: aap avatar le ana baad main hum aur pagli attack kar dein ge

Hamaray Kandhay per rekh ker bandooq chalao gi aur baad main hamain he marwao gi :bummer: