Bachay huay hain :D..humaray ghar kay saamnay walay tree main…awww..they are shooo cute :love:
dil chah raha hai haath main pakar loon..lekin uss tree par charhay kon?
Re: Ullu kay…
mubarak ho ![]()
ab tum per barRi responsibilities aa gayi hain ![]()
Re: Ullu kay....
:D ullu ke bachay
chalo seeri laga ker charh jao
Re: Ullu kay…
![]()
tum ghalat baatein hi sikhaao, bachoon ko
Re: Ullu kay…
yaar i am bored…aur gs par bhi tou entry maarni hotee hai..issliyah aisay oot patang kholnay partay hain thread ![]()
Re: Ullu kay....
hain mein ne kiya kiya?
Re: Ullu kay…
aretum ro nahi dania bohat acha topic hai yeh
ullo kay…
we have fun CB tumhain nahi mujhe keh rahi thi ![]()
Re: Ullu kay....
yahan ullu kay........unki bhi kami hai..:p
Re: Ullu kay....
nahi yahaan ullu ke bhaaii bohat hain
woh kitaab hai naa
ullu hamare bhaii hain:D
Re: Ullu kay…
^^
yea konsi kitaab hai ![]()
Re: Ullu kay....
google per nahi mili
waise eik uncle ke ghar dekhi thi
Re: Ullu kay....
I know some one who gets really mad when you call her ullu ki patti. Why? I duno..
Re: Ullu kay…
CB..me all growwn up:sadiyah:
![]()
Re: Ullu kay…
false alarm ..
Re: Ullu kay…
^ same here ![]()
Re: Ullu kay…
lets roasht em ![]()
Re: Ullu kay…
![]()
yea, it can tell => ![]()
Re: Ullu kay…
Faizy tumhara bhi koi paTHaa pull ho gaya hay kya ![]()
Re: Ullu kay…
Ulllo ke bachayyy …awwwww ![]()
AIk churaa ke la do ![]()
Re: Ullu kay…
![]()
i’ve never seen ullo kay bachaay so have no idea if they are cute