bari muddat ke baad socha kuch likh daaloon
likhne betha to khyaal saare jaate rahe
socha iss kaefiyyat ko aakhir naam kya doon
yeh to wohi jaane jo hein iss uljhan se guzre
Re: Uljhan
shukriyaa
Re: Uljhan
Sabit hoa ky some times boys can’t play well:faizy:
Munfarid khiyal hy acha laga ![]()
Re: Uljhan
shukar hai aap ne phir yeh nahin kahaa ke yeh bhi kissi aur ka likha hua hai:faizy:
only joking
Re: Uljhan
mind blowing , amazing , lovely. aisi pyari poetry share kartie raha kijiye.
Re: Uljhan
nice!
Re: Uljhan
bari muddat ke baad socha kuch likh daaloon
likhne betha to khyaal saare jaate rahe
socha iss kaefiyyat ko aakhir naam kya doon
yeh to wohi jaane jo hein iss uljhan se guzre
Maazrat chhahoon ga Asif Saahab, lekin is Uljhan ko bhoolne ki beemaari kaha jaata hai....:)