شاید وفا کے کھیل سے اُکتا گیا تھا وہ
منزل کے پاس آکے جو رستہ بدل گیا
شاید وفا کے کھیل سے اُکتا گیا تھا وہ
منزل کے پاس آکے جو رستہ بدل گیا
Re: ukta gaya
Wafa Khail hy…??![]()
![]()
Jabhi to aysa hota hy…![]()
Re: ukta gaya
sub kuch he khail hota hai..parhaye bhi khel ke tarah parhaye jati hai :hinna:
Re: ukta gaya
manzil pe kanday lage honge… usne koi short cut marne ki thaan li hogi ![]()
Re: ukta gaya
whts kanday ?
Re: ukta gaya
nails/thorns ![]()
Re: ukta gaya
Khail samjhny walay hi to GaRbaR krty hyn…![]()
Re: ukta gaya
:no: we r supposed to teach students games k tarah too
Re: ukta gaya
oh ok
Re: ukta gaya
Education k baat alag hy…![]()
Yahan Wafa ka Zikr ho raha hy…![]()
Re: ukta gaya
Education k baat alag hy...............:)
Yahan Wafa ka Zikr ho raha hy..................:(
sub kuch he games bun gaya hai na
Re: ukta gaya
sub kuch he games bun gaya hai na
agar sab games hyn.............?
to phr jo ho raha hy theak hi ho raha hy..............:(
Re: ukta gaya
:no:
dunya bhi game hai kya
Re: ukta gaya
:nono:
Re: ukta gaya
Bindass ....
Re: ukta gaya
shukriya ![]()