ujri hoie mehfil ko phir ik baar jama lain

Aap ne shayad meri shaa’eri nahi parhee ab tuk, isee liye tanze ke teer chalaa rahee hain.

Mujhay yaqeen hai ke yeah tanz hee hai or aap tanz ko kisi majazi maa’nay main istemal ker ke mujh se dar-asal aqeedat ka izhar nahi ker rahi hain.