**~ UjaalaY Baantt'ta MausaM ~**

Tumharay Saath Daykhaa Tha , Ujaalay Baantt’ta Mausam
Phir Us Kay Baad Kab Aayaa ’ Ujaalay Baantt’ta Mausam

Kissi Ko Kiya Khabar Thee Hum Basarat Hee Naheen Rakhtay
Humain Tou Kar Gaya Rusawaa ’ Ujaalay Baantt’ta Mausam

Abhi Tak Yaad K Mausam Main Donoo’n Raqs Kartay Hain
Visaal e Yaar Ka Lamha ’ Ujaalay Baantt’ta Mausam

Ajab Tareekiyoo’n Ka Raaj Tha Shaher e Takhayyul Main
Kissi Nay Bhi Naheen Socha ’ Ujaalay Baantt’ta Mausam

Udhar Saaray Sifaratkaar Thay Andhi fiza’oon Kay
Idhar ShahbaaZ Main Tanha ’ Ujaalay Baantt’ta Mausam

Shahbaaz Khwaaja

Re: ~ UjaalaY Baantt'ta MausaM ~

Abhi Tak Yaad K Mausam Main Donoo'n Raqs Kartay Hain
Visaal e Yaar Ka Lamha ' Ujaalay Baantt'ta Mausam

Beautiful..

Re: ~ UjaalaY Baantt'ta MausaM ~

Thanx R_I :~)

Re: ~ UjaalaY Baantt’ta MausaM ~

buhat khoob :k:

ye mausam kahan hai iss ko zara meri taraf bhi bhaijain kuch ujalay hum bhi le lain ge :smiley:

Re: ~ UjaalaY Baantt'ta MausaM ~

Bohat amazingN Different ghazal............
Parh kar acha laga:)

Re: ~ UjaalaY Baantt'ta MausaM ~

buhat khob

Re: ~ UjaalaY Baantt’ta MausaM ~

Thanx Every One :slight_smile: :flower1:

Aisay Mausam Aatay Hain Aur Chalay jaatay Hain … Inka Pata Hee Naheen Lagta dear :~)

Re: ~ UjaalaY Baantt’ta MausaM ~

yep aisa hi hota hai

Re: ~ UjaalaY Baantt’ta MausaM ~

^Ab Yeh Mat pooch Layna Keh Asia Kiyun Hota Hay :hehe:

Re: ~ UjaalaY Baantt'ta MausaM ~

beautiful sahring pee^k

Re: ~ UjaalaY Baantt’ta MausaM ~

:mad2: … Its Only P^K :bummer:

Re: ~ UjaalaY Baantt’ta MausaM ~

:k:

Re: ~ UjaalaY Baantt’ta MausaM ~

^Yeh Thainga kissay dikha rahi ho :hoonh:

Re: ~ UjaalaY Baantt’ta MausaM ~

ap ko :cb:

Re: ~ UjaalaY Baantt’ta MausaM ~

^:naraz: