…and shoulders, uff!
main nain sill p koftay peesay hain ![]()
Re: ...ufff mairay haaaaaaaaaath :(
Kofton ko pees dala to itna mehnat kar kay banaya kioon tha.
Re: ...ufff mairay haaaaaaaaaath :(
Uff main samghi tumharay hath peelay honay ka waqt:p
Re: ...ufff mairay haaaaaaaaaath :(
^ LOL.
Abhi main nain ubtun aur mehndi usay bhijwai kub hai jo us kay haath peelay hon gay.
Re: …ufff mairay haaaaaaaaaath ![]()
^ haan huun:hmmm:
poora Truck bhejnay ka irada hai kia?![]()
Re: ...ufff mairay haaaaaaaaaath :(
Aik chumchi bhaijnay ka irada hai us ko pani main dalnay say haath peelay ho jain gay.
Re: …ufff mairay haaaaaaaaaath ![]()
hahahhahah :lol: hae kash aisa bhi ho jaye, magar mujhay Gr8heera ne propose kab kiya?? ![]()
Re: …ufff mairay haaaaaaaaaath ![]()
koi nai koi nai kadee na kadi tau tumharay pind main bhee bijli ay1ay gi ![]()
Re: …ufff mairay haaaaaaaaaath ![]()
hello ji bijli nahin mama ne kaha tha ..sill p peeso ![]()
Re: …ufff mairay haaaaaaaaaath ![]()
aw
poor u
muscle to ab tak ban gaye hoon ge ap ke
Re: ...ufff mairay haaaaaaaaaath :(
kya??....mujhe bhi kuch nahi samajh pada??...:p
Re: …ufff mairay haaaaaaaaaath ![]()
naheeeeeeeeeeen
mairi abhi shadi nahin ho rahi… abhi to mujhay WOH bhi nahin milay ![]()