Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
jab mazaq bardasht naheen kar sakteen to mazaq kiya bhi mat karo samjhi tum
aur haan level ki baat mat kiya karo agar kissi din mainay aap ko aap ka level yaad dila diya na to shayad phir aap mirror main bhi na daikh sako .. n thats it