Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
mera aik mukka para na tou battees ki jaga aik hi samnay wala dant reh jay ga....samjhay....ab niklo yahan se......khan bhai ko tou mai dekh loon gi.....
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
mera aik mukka para na tou battees ki jaga aik hi samnay wala dant reh jay ga....samjhay....ab niklo yahan se......khan bhai ko tou mai dekh loon gi.....
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
Panga theek insaanoo'n say liya jaata hay ... La ilaaj logoo'n say naheen .. go n carry on ur treatment :D
**
OMG** .. why r u laughung haan ... is something funny going on here :)
Paki123....yaar Kissi ki baatoo'n ka bura mat manana... ILAAJ chal rah hay kaafi dinoo'n say:)
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
bahee hum azal say lay ker abed tak tumaray sat hain:k:
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
mera treatment chal raha hai aur tumhain kaisay pata...sath walay clinic mai cheekhain tum marr rahay hota yho........
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
Main hee to treatment main help kar raha hoon .....:D
PAKI123....yahan kuch log khud ko** BOXER **samajh rahay hain .. ALLAH inhain hidayat day
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
chlain ilaaj chal rah hay to phir chore daytay hain, mager mujay nahee laghtah yah jaldee theek ho jaine**
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
samjh nahi rahay wo BOXER hain.............aur tumhain tou waisay bhi tumhari bv theek kar lay gi ab.......lol
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
paki beta........ab uth jao zzameen se...saray kapray kharab kar diye hain.....bas pata chal gaya hai ke tum zabardast hasnay ki poori koshish kar rahay ho.....
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
abbi yah appnay app ko boat kuch samjain gay.agay agay daykhyah hota hay kia:-|
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
daykah abee beta bolah. pk main nay kaha tha nah yah jaldee nahee theek hone ghee
abee patah nahee kiyah kiyah bolain ghee
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
shayad looogoo’n ko ghalatfahmi hay k main shadi shuda ho chuka hoon..
Lakin main yeh ghalati naheen karnay wala …
aur bv mujhay kiya theek karagee aanay to do zara LAG pata jaeyga ussay ..
aur haan log apni fikar karain to achcha hay her jagah yahan wala ILAAJ naheen hoga ..kaheen
kaheen
say tawazo hogee
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
Abhi is ki SHAADI hovee naheen aur tumharay paida honay ka ilzaam apnay sar lay liya
…
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
paki tum bi meray sath chala karo na hospital:blush: tumhain wo ghoray wala injectation lagay ga:blush:
huh aur kuch logon ko boat ghalat fehmi hai ke SHADI SHUDA ho kar bhi log in se impress hon gay…DUHHHHHHHHHHHHHH…get a life man…jao ja kar bv se danday khao ab…![]()
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
![]()
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
jitna tumhara level hai us se upar tum se mai umeed bhi nahi karti…kyunki is se upar tum soch hi nahi saktay…![]()
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
Mujhay KISSI ko impress karnay ka naheen...Gardan PRESS karnay ka shauq hay bas woh mil jaey kissi din :D
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
pk hay nah app kay saat chalnay kay liyah kion pk
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
jab mazaq bardasht naheen kar sakteen to mazaq kiya bhi mat karo samjhi tum
aur haan level ki baat mat kiya karo agar kissi din mainay aap ko aap ka level yaad dila diya na to shayad phir aap mirror main bhi na daikh sako .. n thats it
Re: Uff yeh Larkiun ke Nakhre !!!
han i knnew it.......is baat par tum tapo gay hi...........
oh please zaroor yaad dilaiye mujhay mera level....i beg you please....DUHHHHHH....
aur mazak kon kar raha tha mister sharafat khan sahab.........ap hi ko tameez nahi hai