kaisi shayari hone lagi hai aaj kal
Restored attachments:
Re: uff ye shayari
Aisee jagah per janay ka faida. ![]()
Re: uff ye shayari
kabhi kabhar insaan inteha ki had tak badguman ho jata hai
Re: uff ye shayari
rasty goongay kyon hain?
rahi andhy kyon hain?
Re: uff ye shayari
Helen kellar Pakistan ke loadshedding main pjhans gi hai
Re: uff ye shayari
achaaaa andheray ki waja se usay kuch nazar nahi aa raha tha
Re: uff ye shayari
ye pakistan ka zikar ho raha ha
saray rastay goongay hain,=> trafic jam
saray rahi andhay hain
=>loadshedin
manzil itni door ha q
=> bashir blor ki train mai baitha ha shayer
Re: uff ye shayari
traffic jam main raste goonge nahin hote, aur ziada pur shor ho jate hain.. Lahore main rehte hain aap, hum Karachi walon ke dil se pooche
Re: uff ye shayari
ye pakistan ka zikar ho raha ha
saray rastay goongay hain,=> trafic jam
saray rahi andhay hain
=>loadshedin
manzil itni door ha q
=> bashir blor ki train mai baitha ha shayer
perfect explanation