Uddas shajjar kay saa'ay main

Hum samjh’tay rahay
Eik dil hay humara
Khali khali sa
Eik hum hain jo rehtay aay hain
Uddas shajjar kay saa’ay main
Anjaan rahay hain hawalon say
Shamil hain Ujarr halon main
Maloom howa..
Her aankh yahan viran hay..
Iss qadar ab to,
Na daikh sakay ..
koi sapna bhi …!

Adab Arz

(Azad)

Great.... keep it up

bohat khoob :k:

Zara nawazi hay aap ki dilsay jee
Nazish Adab

:k: nice

ap or udassi :eek:

Nice1 :slight_smile:

good one:k:

Ullu Jee Nawazish
Sawera .. Her waqt hansnay say Dug Dugi ki nazar lag jati hay :D
Galaxy .. Shukria :)

bouhat khooob azad sb

[QUOTE]
*Originally posted by AsSweetAs: *
bouhat khooob azad sb
[/QUOTE]

kia karain jee kabhi kabhi ghalti ho jati hay ;)