Udasiyaan Na latey

**udasiyaan jo na latay toh or kiya kartay
hum jashan-e-shola na mana tey toh or kiya kartay
andhera mangnay aya tha roshni ki deed
hum apna ghar na jhalatey toh or kiya kartay **

Re: Udasiyaan Na latey

niceee:k:

Re: Udasiyaan Na latey

thanks:)

Re: Udasiyaan Na latey

Nice one.. waise jashn e shola kia hota hai?