Udas shaam ki siskiyaan!!!.....

**udas shamoon ki siskiyoon mein **
kabhi jo meri awaaz sunna
tou beetay lamhoon ko yaad kar kay
in hi fizaaoun mein laut aana
tum aaya kartay thay khowab ban kar
**kabhi mahakttay thay gulaab ban kar **
mein khushk hontoon say jab pukaroon
in adaaoun mein laut aana
**meri wafaoun ka pass rakhna **
meri duaaoun ka pass rakhna
mein khali hathoon ko jab uthaoun
meri duaoon mein laut aana
meri duaoon mein laut aana!!!..

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!.....


Laut Aaiay.........abh khush:)

P.S Nice choice Bheegi:)

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!..

kabhi kabhi dua qabool nahi hoti :cb:

PS : Nice sharing:-)

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!.....

V nice BY :)

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!..

ap kahaN hoti haiN aj kal :slight_smile:

2 Likes

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!.....

waheeN jahaaN roz hoti hoon :-p

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!.....

very nice :)

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!..

thank u ladies n muddi :halo:

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!..

Bohat hi khoob Bheegiyaad..:k:

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!..

:hehe:

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!..

:aq:

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!.....

AMEEEEN

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!..

:lajawab:

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!.....

wonderful.... :)

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!.....

thanx eve 1

Re: Udas shaam ki siskiyaan!!!..

awesome poem.. :bb: