Udaasiyon ka sabab jo likhna,
To yeh bhi likhna,
K chaand taaray,
shahaab aankhain badal gaee hain,
Wo zinda lamhe
jo teri raahon main Tere aanay k muntazir thay,
Wo thak k saayon main dhal gaey hain,
Wo teri yaadain, khayaal tere,
wo ranj teray, malaal tere,
Wo teri aankhain sawaal tere,
Wo tum se mere tamaam rishtay
bichar gaye hain ujar gaye hain …
Re: Udaasiyon Ka Sabab
waah waaaa abla g, kia kahnay g
Re: Udaasiyon Ka Sabab
nice :k:
Re: Udaasiyon Ka Sabab
remembered a line from a ghazal:
*** us mord se shuruu karen phir ye zindagi***
har shayy jahan haseen tha, hum tum the ajnabee
shayad ye waqt humse koi chaal chal gaya
rishta wafaa ka aur hi rangon mei dhal gaya
ashqon ki chandni se thi, behtar wo dhuup hi.
aabla_pa ji, aap ke saare threads bahot khuub hotein hein.thank u!
Re: Udaasiyon Ka Sabab
ThankU Jhanjhars wali :)
And Also
Sonia
and My Dear MunChUU
and Deep Deep Ocean :)
Re: Udaasiyon Ka Sabab
thanks again abla g for sharing such nice poetry
Re: Udaasiyon Ka Sabab
Very NIce
but i think u missed last line
*Udassiyoon Ka Sabab Ju likhna ,
Tu yeh bhee likhan
k Chand Taray Sab Ankhain badal gai Hain
Wo zinda lamhay ju teri rahoon main
tery anay k muntazir thay
wo thak k sayoon main dhal gayay hain
wo teri yadaain khiyaal teray
malal teray wo teri ankhain
sawal teray
wo tum say meray tamam rishtay bichar gayay hain
ujar gayay hain
udasiyoon ka sabab ju likhna
tu yeh bhe likhna
Laraztay Hothoon pay larkharati dua k suraj
pighal gayay hain
*tamam sapnay he jal gayay hain **
Re: Udaasiyon Ka Sabab
bohat khoob :)
Re: Udaasiyon Ka Sabab
^ Always Welcome :-)
Re: Udaasiyon Ka Sabab
Bohat khoob,,one of my fav..