“udaasiyoN ka sabab jo likhna
to yah bhi likhna
ke chaand, taare, shahaab aankheN badal gaye haiN
woh zinda lamHe jo teri raahoN meN
tere aane ke muntazir the
woh thak ke saayoN meN dhhal gaye haiN
woh teri yaadeN, kheyaal tere, woh ranj tere, malaal tere
woh teri aankheN, sawaal tere
woh tum se mere tamaam rishte bichaRh gaye haiN, ujaRh gaye haiN
udaasiyoN ka sabab jo likhna
to yah bhi likhna
larazte haunToN pe larhkhrhaati duaa ke suuraj
pighhal gaye haiN
tamaam sapne hi jal gaye haiN..”
[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~: *
"udaasiyoN ka sabab jo likhna

tamaam sapne hi jal gaye haiN.."
ke ab kuchh nahiN bacha..
(Farhat abbas shah)
[/QUOTE]
Usually I go through a piece and take out the best
portion to quote it. That, I always feel, is a
better way to express my admiration in a way that
will make the poet proud of its creation. This poem
always stops me from carrying out my exercise. It's
a perfect beauty in every sense of the word. Thanx ~Nazish~ for such an amazing nazm.