Re: Udaasiyaan saath jo na laate to aur kya karte
Khalil Khan ki baat ik nuqte wich muk nai sadi, kiyunke wo Punbaji nahin samajh sakte ![]()
andhera roshni mangne aaya tha.. hum ghar jatae to kiya karte ke liye aap iss muhawre pe ghor karen: Muflisi main aata geela hona
teesre set main be-ja himayat aur aankhen band kar ke seh jane wali baat hai.. wo nahin kehte ke mehboob ka na-theek bhi theek hota hai. bus yehi baat hai