UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

larai ki nahi ho rahi baat ho rahi hay. aap chae piayin

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

ap nay jo kuch post kia hai
parhwa dain kisi ko bhi
pata chal jayega
AQ say pochlain

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…

yaar laraee kis nay shoro ki hai…Azaad nay uss ko samjhao:snooty:

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

i agree!!!!

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

jee chamchay wah wah karain to islah or na karain to tanqeed baray tanqeed. mashallah.

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…

safayi ka sara kaam tumhara hai
chalo fatafat

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…

woh azaad hean how can i :@:
DS say kaho :chai:

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

:)

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…

kar do safaya u ka bhi:5:

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…

wel who cares… rahnay dou!!!

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…

q DS nay ap say udhaaar lya hai kia

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…

mein nay kuch ghalat kaha kya:faizy:

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

ap ki languag say pata chal raha hai k chamchay kissko rakhnay ka shuq hai

adaab

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

bhai aap log apus main wah wah karain ........... hum ne kuch or nahi kehna

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

BTW
ap ko kisii nay kuch kehnay ki dawat bhi nahi di thi

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

acha..............
Muft mashwaray ka shukriya............:)

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…

ap aur ghalat
alag alag cheezain hain:D

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

:@:
jee jee baja farmaya app nay:)

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN.......

wah kia baat hay

Re: UDAAS SHAAM KI BATAIN…

kon c baat kahan ki baat
kya aap ko bhi amad ho gai hai :chai: