***Tumhain Udaas Dekh Kar
Kisi Kay Rang Khoo gaye
Kahin pay chand bujh gaya
kahin sitaray so gay
Kahin pe baarishoN ki rutt
Ghazab ki piyaas ban gayee
Koi Bahar rooth kar
Sarapa’e aas ban gaye
Kisi ki MosamoN ko yun
Azaab matt dia karo
Udaas mat hua karo