Jub koi udas ho to uss ko keon kahtay hain kah yaar aaj Udaas bulbul keon banay hoye ho ![]()
Udaasi door karnay ka Teer bahadaf nuskha kia hay ![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
shukar hai mujhe udaasi ka matlab hi nai pata ![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
Bulbul ko Sharlo (charo) wali bandook say maar do aor udasi khatam ![]()
Re: :( ~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ :(
Ghulail paas rakkho...don't leave home without it! :D
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
bus ronnay ka pata hay tumhain
mein qatal-o-gharut pasand naheen karta hoon … mein aman pasand shahri hoon :halo:
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
hmmm…khodaa pahaaR, niklaa choohaa voh bhii Darpok! hehe ![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
wo kiya hota hai ![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
I believe on Geo aur Jeenay do :halo:
Jo tum kar rahi ho ![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
main ne kya kia hai ![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
Ghulail aor Air Gun dono pur-aman category mein ati hein aor rakhnay k liay license ki zaroorat nahi.
baqi gun say nikla charra aor gulail say nikla pathar ksi na ksi ko to lagna hi hay ![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
ya jo ronnay walli shaklain hain ![]()
Bulbul aik aman pasand parinda hay aur main iss ka shikaar keon karoon ![]()
Agar iss ka shikaar karna say koi BAHADUR ho jata hay to fittay munh uss kay ![]()
KKF tumhain naheen kah raha hoon main ![]()
![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
rone wali kon si shaklain ![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
- Shakal no. 1

- Shakal no. 2

- Shakal no. 3

- shakal no. 4

- shakal no. 5

Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
i like shakal No: 1, 3, 5 ![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
to bulbul ko tab kio aman pasand nahi kaha jab taali ki chao talay baithay chori k bair kha rahay thay aor bulbul nay aap k sir par woh kar dee thee ![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
Phir apna nick bhi udaas bulbul kar lo ![]()
gooli to naheen mari thi na bay chari nay :halo:
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
kahin famous na ho jaon ![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
Famous to tum pahlay he buhat ho iss
key wajah say
![]()
Re:
~~~~~ Udaas Bulbul ~~~~~ ![]()
good to know k aap kia kia mind kartay hein aor kia kia nahi kartay ![]()