Re: Typing with two fingers.
8 fingers paon ki aur 2 anghothay hath k? :dc6:
aik thumb aur aik finger se type karti hoon.
mein left hand ka thumb A key par rakhti hoon aur jab bhi A type karna ho isi thumb se type karti hoon baqi keyboard pe meray right hand ki index finger chalti hai.
yeh mein kis tarah k logon ki tarah type karti hoon? ![]()