**GooNj **
UNchay pahaaroN maiN gum hoti
PagdaNdi par
Khara hua nanha charwaha
Bakri kay bachchay ko phislata daikh kay
Kuch is tarah haNsa
Waadi ki har darz say
Jharnay phoot rahay haiN
**Majboori **