two ghazals

Teree galee se jo mein nikloo sada na dena
Bujha diya hai chiragh mein ne hawa na dena

Hooee hai mudat na koee khat hai na koee nama
Mein jub chala thha, kaha thha oos ne bhoola na dena

Mohabaton mein adawaton mein, tameez rakhna
Wo zakhm de to khamoosh rehna, sila na dena

Mere boozorgon ne mujh ko ye bhi sabaq diya hai
Ke zindagee mein kabhi kisee ko dagha na dena


Ghum ki tabahkariyo’n ko kum na kar sakay
Koyee ilaaj hum dil-e-barham na kar sakay

Dil keh dyar-e-shauq mei’n jalta huwa diya
Lau us ki khawhishaat ki madham na kar sakay

Saazeena-e-hyat ko chhaida tau baar baar
Sur mei’n kisi bhi saa’ns ki sargam na kar sakay

Zakhmo’n ko mairay go bahut hamdardia’n milee’n
Alfaaz, mairay dard kaa marham na kar sakay

Rasmo’n nay daalee paao’n mai’n zanjeer is tarah
Kuch tum na kar sakay kabhi kuch hum na kar sakay

Aa’nsoo diyay kisi nay, kisi say milay fraib
Hum dastras mei’n wasl kay mausam na kar sakay

Badlay meri hyat ki aik aik saa’ns kay
Ashraf mujhay woh pyar faraaham na kar sakay


ye aap ham to bojh hai.n zamiin kaa
zamii.n kaa bojh uThaane vaale kyaa hue

Bohat khoob Amjad bhai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

…WELCOME

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

BACK

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


MeiN pal do pal ka shaaer hooN…

[quote]

Rasmo'n nay daalee paao'n mai'n zanjeer is tarah
Kuch tum na kar sakay kabhi kuch hum na kar sakay

Aa'nsoo diyay kisi nay, kisi say milay fraib
Hum dastras mei'n wasl kay mausam na kar sakay

**
[/quote]

bohat khoob...

Hi yeh kambakht rasmein

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif

Aurtein banatee hain na yeh rasmein…kinnee zalim hain na

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

thanx Amal n BB

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Capri? (by Aurtain u mean women right?)
if so then rasmein zamana banaata hay ya Aurtain ?.. anyways thanx.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

K: BERY BERY BERY GOOD


“Dream as if u live forever live as if u will die today”

very nice amjad chohan jee..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

mazaa aaya parh karr…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

…


mairay dill mairay mussafir

bohat khoob Amjad bahi

dil tu meRa udaas hai nasir
shahar keon…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif


~kabi alwida na kahNa~

wowwwwwwwww welcome back BbG…how is every thing aur aur pic kahan

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~kabi alwida na kahNa~

opps sarry Amjad bahi WB

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~kabi alwida na kahNa~

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**

Aa'nsoo diyay kisi nay, kisi say milay fraib
Hum dastras mei'n wasl kay mausam na kar sakay

**
[/quote]

nice selection :)

Welcome back :-p


As is a tale, so is life: not how long it is, but how good it is, is what matters. -- Seneca

oh wow u r back… pics kidahr hain???

btw welcome back

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif


As is a tale, so is life: not how long it is, but how good it is, is what matters. – Seneca

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:

very nice amjad bhai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

welcome back

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif


~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~

shukreya Shaam-e-Firaq, Akif_zeb, NikamiJano, Gemini the Great, chand_chehra.
ooh yaad aayea BB ka tu status change ho geya na

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

…but gup shup say mohabut ki inteha hay BB ji

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

kay aap itni juldi wapiss bhi aa gain WB anyways

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

.


ye aap ham to bojh hai.n zamiin kaa
zamii.n kaa bojh uThaane vaale kyaa hue

**Zakhmo’n ko mairay go bahut hamdardia’n milee’n
Alfaaz, mairay dard kaa marham na kar sakay
**

very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

keep up the good work…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Thanks sis

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Pics bhi post kardoongi…akhir jaldi kya hay?

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

Thank you for welcoming me… lekin, pholoon ka haar kahan hay? lol…
main to kafi arsay baad ayee hoon…almost a month…aap kyun poetry forum say meri mohabbat kay alam par rushk kar rahay hain?
itni jealousy achi nahi hoti

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

hmmmmm u r most welcome…haar!..invite keya koi nahi aap nay aur ub haaaar maang raahi hain

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

anyhow aap buchoon ko pics daykha dain aap ko haar bhi mill jaain gay bahut saaray

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

…aur Jealousy tu koi nahi… actually main tu khud khuch ursay say ghaib tha so mughay pata nahi chula kay aap kitnay ursay baad tashreef laai hain

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


ye aap ham to bojh hai.n zamiin kaa
zamii.n kaa bojh uThaane vaale kyaa hue

A BIG WOOOOOOOOW...


Zakhmo'n ko mairay go bahut hamdardia'n milee'n
Alfaaz, mairay dard kaa marham na kar sakay


TERRIFIC.


Khud piyaas ka sehra hooN magar dil ki yeh zid hai
Har dasht pe sawan ki tarha toot ke barsooN

amjad jee,
bohat ghoob

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


ungaliyaan uthe ghie sookhein howe baloon kie taraf,
choorion par kaie tanz kiye djae ghe…