Jee chahitah hai tuhfay main bhaijoon unhein ankhein
Darshan ka tau darshan ho, nazranay ka nazrana!
Sang i dar i jaanaaN par karta hoon jabeeN-say’ii
Sajdah na samajh “Noori” sar deta hoon nazrana!
—Mufti i Azam Hind Mawlana Mustafa Riza Khan “Noori” rahmatullah alayhi